Thursday, 13 June 2013

Maine usse yeh kaha
Maine usse yeh kaha
Maine usse yeh kaha
Yeh jo das carood hain
Jehel ka nichod hain
Inki fikr so gayi
Har ummeed ki kiran,
Zulmaton mein kho gayi


Ye khabar durust hai
iski maut ho gayi


Tu khuda ka noor hai


Tere hi wujood se mulk ki najaat hai
tu hai mehr e subh e nau


bol yeh jo chand hain



jin ko tha zaban pe naaz
chup hain woh zaban daraaz


chain hain samaajh hai
bemisaal farq hai
kal mein aur aaj mein


cheen
cheen
cheen apna yaar hai
uspe jaan nisaar hain


par wahan hain jo nizaam
us taraf na jaaiye


us ko door se salaam


das carood yeh gadhe



apni toh hai ye dua

sadr tu rahe sada




No comments:

Post a Comment